Uttarakhand Police Constable Physical Test Details: Uttarakhand Police constable me nikli bharti ya future me aane wali bharti ke liye prepration kar rahe candidates Uttarakhand Police Constable ke Physical Test ki complete information is article me dekh sakte hai. Uttarakhand Police Constable Physical Test Details 2024-25 ke bare me sabhi information jaise Height, Chest, Physical Test PET/PST ki information is aritcle me vistar poorvak ullekhit hai.
Jo bhi candidates Uttarakhand Police me bharti hona chahte hai unhe physical test ke bare me poori jankari honi chahiye taki physical test ki sahi tarike se taiyari kar sake aur exam me select hone ke chance ban saken
Uttarakhand Police Constable Physical Test Details
Uttarakhnd police me samay-samay par constable ki bharti hoti rahti hai jisme constable ke under aane wale various trade ke liye form nikalte hai. currently 2000 post par constable ki bharti nikali hai, jo bhi is bharti me aavedan karne ki soch rahe hai ya futur me aavedan karna chahte hai wah physical test ki bare me jankari prapt kar len ki uttarakhand police constable ki bharti me kis prakar ke physical test hote hai taki pariksha ke sath physical test ki bhi taiyari ki ja sake
Physical Standard PST (शारीरिक मानक)
Sharirik Manko ke tahat Height aur Chest ka measurement kiya jata hai, yah physical test ka ek aham hissa hai. Yadi aapko physical test ki anya activity me shamil hona hai to aapko in manko me eligible hona chahiye.
Uttarakhand Police Constable Height For Male
Categories | Minimum Height |
---|---|
Gen / OBC / SC Candidates | 165 cm |
Pahadi Kshetra ke candidates | 160 cm |
ST | 157.50 cm |
Uttarakhand Police Constable Chest For Male
Category | Bina Fulaye | Fulane Par |
---|---|---|
Gen / OBC / SC Candidates | 78.8 cm | 83.8 cm |
Pahadi Kshetra ke candidates | 76.3 cm | 81.3 cm |
Anusuchit Janjati (ST) | 76.3 cm | 81.3 cm |
Note: Chest me kam se kam 5 CM ka fulav hona aavashyak hai. Height aur chest me chhut pane ke liye candidate ke pas sambandhi Cast or Pahadi area ka certificate hona anivarya hai.
Also Read: Uttarakhand Police Constable Recruitment 2024
Physical Efficiency Test PET (शारीरिक दक्षता परीक्षण)
Sharirk Dakshta Parikshan: Aise candidates jo Sharirik Manko (Physical Standard PST) me safal ghoshit huye ho unhe Physical Efficiency Test (PET) me shamil hona hoga. Physical test me kis activity ke liye kitne marks milenge uska vivran aage diya gaya hai.
Physical Efficiency Test (PET) ka exam total 100 marks ka hoga, Jisme candidates ko pratyek item me minimum 50 marks prapt karna anivary hai, jo bhi candidates kisi bhi item me 50% se kam marks prapt karega use usi star par ayogaya ghoshit kar pariksha se bahar kar diya jayega.
Uttarakhand Police Constable Physical Test Details
इवेंट का नाम | दूरी / समय | अंक |
---|---|---|
क्रिकेट बॉल थ्रो (पूर्णांक 20) | 50 मीटर 55 मीटर 60 मीटर 65 मीटर 70 मीटर | 10 12 14 16 20 |
लम्बी कूद (पूर्णांक 20) | 13 फीट 14 फीट 15 फीट 16 फीट 17 फीट 18 फीट | 10 12 14 16 18 20 |
चिनिंग–अप (बीम) (पूर्णांक 20) | 5 बार पूरा 6 बार पूरा 7 बार पूरा 8 बार पूरा 9 बार पूरा 10 बार पूरा | 10 12 14 16 18 20 |
बैठक (पूर्णांक 10) | 50 दो मिनट में 65 दो मिनट में 80 दो मिनट में 100 दो मिनट में | 4 6 8 10 |
दण्ड (पूर्णांक 10) | 25 चार मिनट में 35 चार मिनट में 50 चार मिनट में, 75 चार मिनट में | 4 6 8 10 |
दौड़ व चाल (3 किलोमीटर) (पूर्णांक 20) | 18 मिनट में 17 मिनट में 16 मिनट में 14 मिनट में 12 मिनट में 10 मिनट में | 10 12 14 16 18 20 |
नोट 1:– शारीरिक दक्षता परीक्षा में सफल अभ्यर्थियों को लिखित प्रतियोगी परीक्षा में सम्मिलित किया जाएगा।
Uttarakhand Police Constable Physical Test Details – रिक्तियों के सापेक्ष लिखित परीक्षा में सफल घोषित अभ्यर्थियों की संयुक्त प्राप्तांक सूची (शारीरिक दक्षता परीक्षा एवं लिखित परीक्षा में प्राप्त अंकों को जोड़कर) के आधार पर विद्यमान आरक्षण नियमों, वरिष्ठता निर्धारण हेतु निर्धारित नियमों के दृष्टिगत प्रवीणता सूची तैयार की जायेगी। अभ्यर्थियों के समान अंक होने पर जिस अभ्यर्थी की आयु अधिक होगी, उसे वरिष्ठता क्रम में ऊपर रखा जायेगा। यदि दो अभ्यर्थियों की
जन्मतिथि भी एक समान होती है तो ऐसी स्थिति में लिखित परीक्षा में अंधिक अंक प्राप्त करने वाले अभ्यर्थी को वरिष्ठता प्रदान की जायेगी। लिखित परीक्षा में भी समान अंक होने पर शारीरिक दक्षता परीक्षा के अंक के आधार पर वरिष्ठता प्रदान की जायेगी। अन्तिम रूप से चयनित अभ्यर्थियों की सूची चयन आयोग की वैबसाईट में प्रकाशित की जाये।
Conclusion – Uttarakhand Police Constable Physical Test Details
Hame aasha hai aapko Uttarakhand Police Constable Physical Test Details se sambandhi yah information jarur pasand aai hogi. Bharti se sambandhit kisi bhi latest updates ke liye apa hame social nedia par bhi follow kar sakte hai.
Notification | Click Here |
Official Website | Click Here |