RRC NR Sports Quota Recruitment 2024: Railway Recruitment Cell (RRC), Northern Railway (NR), Delhi ne recently Sports Quota ki bharti ke liye ek notification release kiya hai. RRC NR Sports Quota Notification ke according eligible aur interested Male or Female candidates RRC NR Sports Quota Bharti ke tahat 21 posts ke liye online apply kar sakte hai. Vibhag dwara nirdharit criteria ke bare me poori information is article me di gayi hai.
RRC NR Sports Quota Recruitment 2024 Overview
Conducting Body | Railway Recruitment Cell (RRC), Northern Railway (NR), Delhi |
Post Name | Various Posts (Sports Quota) |
Advt. Number | RRC/ NR- 07/2024-25/ Sports Quota |
Total Vacancies | 21 |
Salary | Post wise |
Job Location | All India |
Category | Sarkari Job |
RRC NR Sports Quota Bharti 2024
RRC NR ke dwara khel quota ke liye bharti notification 6 Nov 2024 ko release kiya gaya tha, Candidates 11 Nov 2024 se 11 Dec 2024 tak RRC NR ki official website rrcnr.org ke madhyam se online apply kar sakte hai. RRC NR Sports Quota Bharti 2024 ke bare sabhi information jaise eligibility, selection process, application fee, salary aur notification ki jankari yaha uplabdh hai.
Also Read: Union Bank of India Apprentice Result 2024
Important Dates of Application
Notification Released | 06 Nov 2024 |
Online Form Starting Date | 11 Nov 2024 |
Online Form Closing Date | 11 Dec 2024 |
Sport Trial Date | Mid- February 2025 |
Application Fee
General | 500/- |
EWS / OBC | 00/- |
SC / ST | 00/- |
Payment Mode | Online |
Eligibility Criteria
RRC NR Sports Quota Recruitment 2024 mein shamil hone ke liye candidates ko bharti vibhag dwara nirdharit paatrata manko (Eligibility Criteria) ko poora karna hoga, paatrata maanako mein age limit, Qualification etc. shamil hain. Candidates ko salaah di jaati hai ki koi bhi aavedan karne se pehle, woh apni paatrata ki jaanch avashya kar lein. Jiska vivaran is prakar hai:
Age Limit
RRC NR Sports Quota Vacancy 2024 ke liye age limit 18-25 Years hai. Age ki calculation 01 Jan 2025 ke hisaab se ki jaayegi. Reserved candidates ko maximum age mein relaxation ka rules lagu nahi hoga
Minimum Age | 18 Yrs |
Maximum Age | 25 Yrs |
Also Read: HPSC Technical Lecturer Recruitment 2024
Qualification
Post wise qualification ki details yaha dekhi ja sakti hai. Candidates sports eligibility ki complete information ke liye official notification read jarur kar len
Post Level | Qualification |
---|---|
Sports Quota (Level 2 & 3) | 12th Pass & Sportsperson hona chahiye |
Sports Quota (Level 4 & 5) | Kisi bhi subject se graduate & Sportsperson hona chahiye |
RRC NR Sports Quota Vacancy 2024 Details
S. No | Game | Events/Playing Position | No. of Vacancies | Total |
---|---|---|---|---|
1 | Football – Men | Defender | 2 | 2 |
2 | Weightlifting – Men | 81 Kg | 1 | 1 |
3 | Volleyball – Men | Libero | 1 | 2 |
Hitter | 1 | |||
4 | Hockey – Women | Forward | 1 | 1 |
5 | Cricket – Men | Left Arm Spinner | 1 | 1 |
6 | Athletics – Women | 5000 Mtrs | 1 | 1 |
7 | Athletics – Men | Hammer Throw | 1 | 3 |
1500 Mtrs | 1 | |||
Pole Vault | 1 | |||
8 | Table Tennis – Men | Singles | 2 | 2 |
9 | Gymnastics – Men | All-Rounder | 1 | 1 |
10 | Boxing – Women | 57 Kg | 1 | 2 |
66 Kg | 1 | |||
11 | Handball – Women | All-Rounder | 1 | 1 |
12 | Basketball – Women | Forward | 1 | 2 |
Center | 1 | |||
13 | Kho-Kho – Men | All-Rounder | 2 | 2 |
Total | 21 |
Selection Process
RRC NR Sports Quota Vacancy 2024 ke liye selection process multiple stages mein hota hai. jiska vivran is prakar hai:
Step 1 | Document Verification |
Step 2 | Sports Trial |
Step 3 | Medical Test |
Salary / Pay Matrics
Post ko level wise devide kiya gaya hai, iske according hi salary fix ki gayi hai, aap post ka leveal official notification me chek kar sakte hai. select hone ke bad candidates ko kitni salary milegi iski details is table me dekha ja sakat hai:
Posts Level | Salary/Pay Metrics |
---|---|
Level 2 | Rs. 19900-63200/- |
Level 3 | Rs. 21700-69100/- |
Level 4 | Rs. 25500-81100/- |
Level 5 | Rs. 29200-92300/- |
Also Read: HPSC Assistant Professor Vacancy 2024
How To Apply For RRC NR Sports Quota Recruitment 2024
Candidates neeche diye gaye steps ko follow karke RRC NR Sports Quota Vacancy 2024 ke liye online apply kar sakte hain:
- Apply karne se pehle, official notification ko carefully read karen aur apni eligibility ensure kar lein.
- Agar aap eligible hain, tabhi application process shuru karein.
- Apply karne ke liye, neeche diye gaye official website ke direct link ka use karein.
- Ab application mein poochi gayi sabhi details ko dhyan se bhar dein.
- Online Form me mange gaye sabhi zaroori documents ko upload karein.
- Sabhi information enter karne ke baad, ek baar phir se check karein.
- Iske baad, application fee pay karein aur phir submit karein.
- Application submit karne ke baad, iska ek printout lein.
Important Links
Apply Online | Click Here |
Official Notification | Click Here |
RRC NR Official Website | Click Here |
FAQs
Q. RRC NR Sports Quota Ki Bharti me apply karne ki last date kya hai?
Candidates 11 Dec 2024 tak online apply kar sakte hai.
Q. RRC NR Sports Quota ke liye online form kaha se bharna hai?
Online form RRC NR ki official website rrcnr.org ke madhyam se bhare ja sakte hai