IDBI JAM and AAO Recruitment 2024: IDBI Bank ne IDBI JAM and AAO Bharti 2024 ke tahat Junior Assistant Managers (JAM) Grade ‘O’ and 100 Specialist- Agri Asset Officers (AAO) ke pado par bharti ke liye ek notification release kiya hai. Official notification ke according interested and eligible candidiates 600 pado ke liye online aavedan kar sakte hai. Bharti ke bare me anya sabhi information is article me ullekhit hai.
IDBI JAM and AAO Recruitment 2024 Overview
Hiring Organization | IDBI Bank |
Post Name | Junior Assistant Managers (JAM), Agri Asset Officers (AAO) |
Advt. Number | 10/2024-25 |
Total Vacancies | 600 |
Salary | Rs. 50000/- |
Date Posted | 20 Nov 2024 |
Application Deadline | 30 Nov 2024 |
Application Mode | Online |
Job Location | All India |
Category | Bank Job |
IDBI JAM and AAO Bharti 2024 Notification
IDBI JAM and AAO Recruitment 2024 ke liye online aavedan dinank 21 Nov se 30 Nov 204 tak IDBI bank ki official website idbibank.in ke madhyam se kiye ja sakte hai. IDBI JAM and AAO Recruitment ke bare me sabhi information jaise eligibility, selection process, application fee, salary aur notification ki jankari yaha uplabdh hai
Also Read: UP Police Constable Result 2024 Declared
Important Dates of Application
Notification / Date Posted | 20 Nov 2024 |
Online Form Starting Date | 21 Nov 2024 |
Online Form Closing Date | 30 Nov 2024 |
Exam Date | Dec. 2024/ Jan 2025 |
Application Fee
Categories | Application Fee |
---|---|
General & EWS | Rs. 1050/- |
OBC | Rs. 1050/- |
SC & ST | Rs. 250/- |
PWD | Rs. 250/- |
Payment Mode | Online |
Age Limit
IDBI JAM and AAO Vacancy 2024 ke liye minimum age 20-25 Years honi chahiye. Age ki calculation 1 Oct 2024 ke anusar se ki jaayegi. Reserved candidates ko maximum age mein relaxation rules ke anusaar diya jaayega.
Post Name | Age Limit |
---|---|
Junior Assistant Managers (JAM) & Agri Asset Officers (AAO) | 20-25 Years |
Qualification
Post Name | Qualification |
---|---|
JAM Grade- ‘O’ Generalist | Graduate in Any Stream with 60% marks (55% for SC, ST, PWD) Local Language Know;edge |
Grade ‘O’ AAO (Specialist) | 4 years degree ( B.Sc/ B Tech/ B.E) in Agriculture, Horticulture, Agriculture engineering, Fishery Science/ Engineering, Animal Husbandry, Veterinary Science, Forestry, Dairy Science/ Technology, Food Science/ Technology, Pisciculture, Agro Forestry, Sericulture with 60% marks (55% for SC, ST, PWD) |
IDBI JAM and AAO Vacancy 2024 Details
Post wise detaisl table me and Categories wise vacancy details image me aasani se dekhi ja sakti hai.
Post Name | Total Post |
---|---|
JAM Grade- ‘O’ Generalist | 500 |
Grade ‘O’ AAO (Specialist) | 100 |
Selection Process
IDBI JAM and AAO Recruitment 2024 ke liye selection process multiple stages mein hota hai. jiska vivran is prakar hai:
Step 1 | Written Exam |
Step 2 | Interview |
Step 3 | Document Verification |
Step 4 | Medical Test |
Salary / Pay Matrics
Post Name | Salary |
---|---|
Junior Assistant Managers (JAM) & Agri Asset Officers (AAO) | Rs. 50000/- Approx. |
Also Read: BRO Offline Form Kaise Bhare?
How To Apply For IDBI JAM and AAO Recruitment 2024
Candidates neeche diye gaye steps ko follow karke IDBI JAM and AAO Recruitment 2024 online form bhar sakte hai
- Apply karne se pehle, official notification ko carefully read karen aur apni eligibility ensure kar lein.
- Agar aap eligible hain, tabhi application process shuru karein.
- Apply karne ke liye, neeche diye gaye official website ke direct link ka use karein.
- Ab application mein poochi gayi sabhi details ko dhyan se bhar dein.
- Online Form me mange gaye sabhi zaroori documents ko upload karein.
- Sabhi information enter karne ke baad, ek baar phir se check karein.
- Iske baad, application fee pay karein aur phir submit karein.
- Application submit karne ke baad, iska ek printout lein.
Important Links
Apply Online | Click Here |
Official Notification | Click Here |
IDBI Bank Official Website | Click Here |